Tabaahi (Hindi)
Featuring Yash and Kiara Advani, this soulful track is beautifully sung and composed by Vishal Mishra.
AVAILABLE LYRICS:
Todo, Saare Usoolon Ko
Chhodo, Jaane Do Bhoolo Ko
Tu Ho Baahon Mein Aur Har Jagah Tabaahi
Tabaahi Tabaahi Tabaahi Tabaahi Tabaahi ..
Yeh Lahar, Yeh Hawaa
Kab Chali Poochke
Rooh Pe, Kyun Bhala
Ho Koi Bandishein
Duniya Ke Dastoor Se Aaj Le Rihaayii
Tabaahi Tabaahi Tabaahi Tabaahi Tabaahi ..
Tu Mujhe Chheel De, Saans Ki Aag Se
Har Dhadak Pe Dono Ho Fana Raakh Se
Har Galat Sahi- Ret Pe Likhi Gawaahi
Tabaahi Tabaahi Tabaahi Tabaahi Tabaahi ..
LISTEN ON:
Spotify, Apple Music, Gaana, JioSaaavn, Amazon Music

