Akela

Presenting the Full Audio Song “Akela” from the album “PAGALPAN” by Vishal Mishra.

AVAILABLE LYRICS:
Itne dilo mein ghar to hai mera,
Phir kyun hai tanhaai.
Maanga na jo bhi paaya hai
Wo bhi shohrat kyun gham laayi.
Aankhen sabse chhupa ke muskurata,
Sach to yahi hai.

Sab saath mere, par saath mere koi nahin.
Milna kya, dekho na, main akela.
Main akela mila.
Kya dekho, na, main akela.
Main akela hoon.

Main akela…
Kitna akela tha, mujhe mila koi.
Ek roz phir ho gaya juda.
Dard uske jaane ka,
In aankhon mein reh gaya chhupa.
Rishte banaye dil se nibhaaye,
Phir kyun saza paayi.

Anjaan lagti, jaane mujhe kyun meri parchhaai.
Mil kya dekho, na, main akela.
Main akela mil.
Kya dekho na, main akela.
Main akela.
Kaise bataoon main,
Kah bhi na paaun main akela.
Kyun, kitna chhupaun main,
Kitna hi gaaun main.
Main akela kyun hoon.
Main kaise sunaaun, use bataaun,
Ye karke ro ya bhool jaaun main.
Akela rahunga, main akela rahunga.
Meri duaaon ka ye sila hai,
Meri lakeeron mein kyun likha hai.
Main akela rahunga main, kyun kya…
Dekhoon na, main akela.

LISTEN ON:
Spotify, Apple Music, YouTube Music, Gaana, JioSaaavn, Amazon Music

Release Date:
Feb 12, 2026
Singer:
Vishal Mishra
Lyricist:
Vishal Mishra, Kaushal Kishore
Composer:
vishal mishra